BSEB 2022 Result Update: 26 february se inter aur 5 march se matric exam ki capy check ki jayegi jane kab aayega result

 BSEB 12th and 10@ results 2022 : bihar board yani BSEB 12th exam 2022 ki copy ki janch 11 din me to BSEB 10th exam 2022 ki 13 din me puri ki jayegi.


ITI/ BAR BOARD / POLYTECHNIC me admission exam , result aur scholership ki jankari aap is blogger ke tahat preapt kar sakte hai.

aap k ham bate de kibseb 12th ki exam samapt hochuki h 17 february  se 2022 se bseb 19th 2022 ki exam start hogi.

copiyon ki janch ki taiyari shuru:

batate chale ki is ke sath hi bihar widhalay exam samiti bseb ne in dono exames ki copys ki janch ki taiyari shuru kar di hai. 

wahi copys ki janch ko lekar mulyankan kendra ke tithi nirdharirit kar di hai.

is tarikh ko copys ki janch shuru hogi

bihar board yani bseb ne nirdesh diya haiki 26 febuary 2022 se inter to 5 march 2022 se matric ki copy ki janch shuru hogi.

copys ki janch me pardarshita ko le kar gaidlain jari:

apar mukhy sachiw sajay kumar w bseb ke adhyaksh anand kishor ne copys ki janch me pardarshita baratne w sahi dhang se janch ke liye guidlines jari kiye hai.

ek mulyankan centar pe lagenge kam se kam saat computer:

BSEB ne nirdesh diye hai ki har mulyankan kendra par kam se kam 07 computer lagaye jayenge.

iski tairi exam end hone ke sath hi shuru kar deni hai. 06 computer mehar din janchi jayegi copys ke paraptank ki pristi ki jayegi.

whi kendra pr mulyankan kendra ke dauran kisi bhi bahari oyakti ko parwesh entry naki dena hai.

wahi kendra par kam se kam 200-250 prikshak parti niyukt rahenge. 

time par result jari karne ko ki ja rahi ha koshish aur taiyari:

bihar board intermediat ka result march 2022 ke ant ke antim saptah and matrik ka april 2022 ke partham saptah me result ho sakti hai jari.

isi ran niti ke anusar uttar pustikaon ke mulyankan ko lekar time date parkashit kiya gaya hai.batate chale ki 8 march 2022 tak inter ki uttae pustika la mulyankan kary pura ho jayega . 

sath hi 17 march 2022 tak matric ki uttar pustika dwara result jald jari kar diya jayega.

taki BSEB se padhne wale studdent desh ke kisi bhi university ke ja kar apna admission kara sakte hai.

BSEB ne bataya kim late se result jari hone par bihar board se padhne wale student achii university me admission n le pate hai. 

is baar aisa nahi ho isliye bihar board ki aur se ye sudh star par kaam kiya ja raha hai.

Post a Comment

جدید تر اس سے پرانی